Hastmaithun apni sexual desire ko pura krne ka ek common tarika hai. Kya apko pta hai hastmaithun meaning in English or kya ap hastmaithun ke fayde janna chahte hai?
Hastmaithun or masturbation, aesa topic hai is pr log openly bat nahi krte hai India me. Yeh ek taboo topic hai Indians ke liye. Log shy feel krte hai is topic pr bat krne me.
Par me yaha apko explain kruga hastmaithun ke fayde hindi me wo b simple words me taki ye apke liye easy ho smjhne me. Shuru karte hai benefit of masturbation.
हस्तमैथुन करना सही हैं या गलत | Solutions For Masturbation | Hastmaithun ke Fayde Or Nuksan:
— Multi Rose Life (@multiroselife) May 30, 2017
Contents
Mental stress dur hota hai
Ek health report me batya gya hai ki hastmaithun or masturbation tension ko kam krta hai. Apne sensitive parts ko touch krna ek normal bat hai fir wo chahe men ho ya women.
Janiye kese hastmaithun apke mental stress ko kam krta hai. Jab ap masturbation ke time orgasm achieve krte hai to, human body- Endorphin Hormone release krte hai body me. Is hormones release ke karan, apni release feel krte hai or get mental peace.
Reduce risk of cancer
Ha, regular ejaculation cprostate cancer ke khatare ko kam hota hai according to study. Is ka reason ye hai ki, Humare body me reproductive system me harmful substance jama hote hai jo cancer or dusari diseases ke jimedar hote hai. Ye harmful substance, Hastmaithun ke time body ke bahar aa jata hai.
Prostate cancer aur hastamaithun ka sankshipt vivaran dekhiye
Sexual desires ko pura krta h
Sexual desire, hastamaithun ka pramukh laabh hai. Jab jeevan mein koi girlfriend ya wife nahi hoti hai, to sex ichao ko poora karana thoda mushkil ho jata hai. Lekin hastamaithun bhi ek option hai. Jab ham isme sex toy add krte hai to hastamaithun sex ke fun se match krega.
Check recommended sex toy for hastamaithun.
Improve mood
Kaam se lekar dost, parivaar tak sab kuchh aapake aavaagaman mein ek tanaav ke roop mein hota hai. lekin khushakhabaree: aapako lagata hai ki sex ke tyar hone wale ache neurotransmitters ek partner ke sath pure hote hai? Nahi ap ise masturbation se bhi pura kar skte hai.
Hastmaithun feel good chemical jese Dopamine and Oxytocin neurotransmitters release krta hai jo ki sex ke time tyar hote hai. Masturbation me release hui neurotransmitters hormones humare brain or spirit ko boost krti hai or mood acha krti hai. Hastmaithun ke natural process se jo human flow krte hai. Apko koi side effect of hastmaithun nahi milega agar ap ise ek limit tak krte hai.
Freedom from nightfall
Nightfall ke kai reason ho skte hai, lekin ise hastamaithun se thik kiya ja skta hai. Ha, ye b ek hastmaithun ke labh hai. Agar apko regular nightfall ki problem hai to, ap week me 2-3 bar hastmaithun krke apni problem ko thik kr skte hai.
Ye bus aoki nightfall problem ko hi nahi, balki sperm count ko b improve krta hai. Ye apne suna hoga ki masturbation reduce sperm. Ye ek masturbation myth hai. Instead hastmaithun sperm count ko bhadata hai.
Premature ejaculation ko thik krta hai
Agar aapko premature ejaculation ki problem hai to aap ise easily theek kar sakate hain. aapako bas sex se pahale hastamaithun karana hai. isase aap lambe samay tak sex ka aanand le paenge aur aapki premature ejaculation problem thik ho jaegi.
Bring good sleep
Jyaadaatar case mein, hastamaithun ke baad neend achi aati hai. haan, Dr. ke according, endocrinosis shareer mein Hastmaithun dvaara release hota hai, jo insomnia ko door karta hai aur aapako achi neend mein help karata hai.
Agar apko rat ko neend nahi aa rahi h to ap thoda time Pornhub ko dena apke liye acha ho skta hai.
Sexual technique achi krta hai
Men and boy apni sexual technique ko improve kr skte hai. Kabhi kabhi, paryaapt abhyaas ke karan, inko partner ke sath or sex me problem face krna pdta h. Par hastamaithun se, ye apni tecjnique ko improve kr skte hai.
Ek better sexual technique confidence bhadati hai ek better sex ke liye.
Immunity improve krta hia
Ejaculation, Cortisol hormone level bhadta hai body me. Ye hormone vastav mein chhotee khuraak mein aapakee immune system ko strong banae rakhane mein madad karata hai.
Iske alawa, 2004 ki ek study se pata chala hai ki, Ek orgasm hastamaithun ke 45 min baad purush me jyada white blood cells the. Matlab ejaculation white blood cells improve krta hai.
Pregnancy And STDs ko rokta hai
Last but not the least hastmaithun ka labh, hastmaithun or masturbation copuples ko unwanted pregnancy or STD jese problem se dur rhkhta h. Yeh dono couples ke liye acha hai. Agar couples pregnancy nahi chahte to, yeh apni sexual desires to masturbation se puri kar skte hai. Hastmaithun or masturbation ek safe way hai apni sexual desires ko puri krne ke liye bina kisi problem or disease ke.